Band Nose Ka Ilaj Band Naak Ko Kholne Ka Tarika Band Naak Ka Gharelu Ilaj In Hindi

Band Naak Ka Gharelu Upchar Band Naak Ka Fori Ilaj


Stuffy Nose Ka ilaj in Hindi Naak Band Hone Ka ilaj in Urdu



Band Naak Ka Ilaj Naak Khulne Ka Tarika




Stuffy Nose Home Remedy Band Naak Kholne Ka Totka In Urdu


Besan aur aata mila kar besan ki roti banayen is par asli ghee ya makhan daliye aik pothi lehsan ki cheel lain. Aik chota tukra adrak, namak, 4 ya 5 sabit lal mirch aur isi tarha 2 hari mirchen kaat kar chatni pees lain. Garam garam besan ki ghee wali roti aur chutney khaye naak khul jayegi. Agar aap ko blood pressure ho to namak na dalen. Issi tarha garam garm yakhni peeny sey bhi sakoon milta hai. Yakhni mein lehsan, pyaz, adrak aur darcheeni, long elaichi daliye. Yakhni sardion mein zaroro istemal karen. Sehat kay liye mufeed hai. Bachon aur baron ko yakhni pilanay sey sardi aur nazla zukam sey mehfooz raha ja sakta hai.

Comments