How To Treat Baby Diaper Rash Naturally
Baby Care Rashes on Hips Natural Cure |
Toddlers Hips Rashes Home Treatment
Chote bachon ke bohat masail hote hain chote bachon ko agar be ehtiati sey jhangiya ya pamper pehna diya jaye to babies ki hips wali jagah surkh ho jati hai. Bachy bechain rehte hain aur bazar mein rashes ko khatam karne wali cream bhi mehngi milti hai isky liye aap gharelu totkay bhi istemal kar sakti hain.
Bachy phool ki tarah nazuk hote hain aaj kay daur mein bhi kuch gharon mein bachon ko shuru sey peshab karwane ki adat daal di jati hai lekin zyada tar gharon mein pamper ka riwaaj aam ho chuka hai. Pamper par bohat kharcha bhi ata hai aur kuch khawateen bachat karne kay chakkar mein aik he pamper sara din baby ko lagaye rakhti hain.
Baby ki hips par rashes nikalne ki yehi wajah hai kay mothers apne babies ki safai ka khaas khayal nahi rakhti pamper ko change nahi karti bache ko achi tarah pani aur sabun sey saaf nahin karti jiski wajah sey ye masla paida ho jata hai.
Agar aap kay baby ki hips zyada surkh ho gai hai to aap thora sa corn flour le kar rashes ya surkhi wali jagah par chirak dain corn flour powder ki tarah chirakne sey rash khatam ho jate hain. Isky ilawa aap aik chamcha sarson ka tail lain iss mein 3 chamchy sada pani milain dono ko achi tarah mila kar bachy kay rashes par laga dain 2 ya 3 bar lagany sey faraq par jayega.
Infant Diaper Rash Home Remedies

Comments
Post a Comment