Sir Dard Ka Gharelu Ilaj In Hindi Kalonji Oil Banane Ka Tarika In Urdu

Sir Dard Ka Shafi Ilaj Sir Dard Ki Dawa In Hindi


Headache Sir Ki Dard Ka ilaj Gharelu Tips for Headache



How To Make Kalonji Oil For Hair At Home In Hindi Headache Ka Gharelu Ilaj In Urdu Sar Dard Kaise Door Kare



Kuch logon ke sir mein kanpati ki taraf tais aur dard hota hai ye shikayat nazla jam jane ki wajah se bhi ho sakti hai. Sir dard ka ilaj karne ke liye aap joshana ka packet khareed lain jari botiyon wala joshanda zamana e qadeem sey istemal hota aa ra hai. Ab to itni asani hai aap joshanda ka packet garam pani mein daal kar fori taur par istemal kar sakte hain. Subah o sham aik hafta joshanda piyen phir raat ko peena shuru kar dain. Raat ko joshanda pee kar bistar mein lait jayen din mein 1 bar bhaap lain. Eucalyptus jisy Urdu zuban mein sufedy ka darakht bhi kehte hain isky thory sey pattay le kar pani mein paka kar bhaap leny sey bohat faraq parta hai. Agar aap ko ye na milen to aap sirf bhaap le sakte hain viks bhi mal sakte hain.

Kalonji Ka Tail Banane Ka Tarika


1 chammach kalonji ke danay lain aur 10 chamach zaitoon ka tail le kar is mein mila kar pakayen halki aanch par pakana hai. Taqreeban 5 minute baad phir utar kar thanda karke sheeshi mein rakh lain isay kaprey sey chaan gharelu taur par kalonji ka tail tayar hai.
Kalonji har maraz ki dawa hai is tail ko naak mein 2, 2 qatry dalein ya ungli sey laga lain aur jahan par tais parti hai wahan ungli sey lagaye. Raat ko sote waqt tail lagana hai aur massage karna hai aur 3 hafty he joshanad peena hai. Shifaa dene wali zaat sirf Allah Taala ki hai. Is totkay ka koi side effect nahi aap is par pabandi sey amal kar inshaAllah faraq par jayega. 

Aur aap sey meri ye darkhwast hai ke aap meri posting ko share zaroor kiya karen kyun ki agar aap ki wajah sey kisi ko faida pohnchy ga to ye aap ke liye bhi sadqa e jariya ban jayega inshaAllah. Nechy share ke button ko press karen aur facebook, twitter, google plus, whatsapp, viber, imo, pinterest, tumblr, kisi bhi social network par ye post apne friends ke sath share karen.

Comments