Breast Size Kam Karne Ka Tarika In Hindi Chest Ka Fat Kaise Kam Kare In Urdu

Chest Kam Karne Ka Tarika Urdu Main Pistano Ka Size Kam Karne Ka Nuskha


Breast Size Kam Karne Ka Tareeqa In Urdu

Breast Size Baray Hone Ki Wajah




  1. Badan mein balgham ki ziyadti
  2. charbi ki ziyadti
  3. jism mein motapay ki wajah sey bhi pistan barh sakte hain.
  4. Pistano ki malish karne se bhi size barha jata hai
  5. Pistan latky rehne se inki taraf doran e khoon ziyada ho jata hai is sey bhi breast ka size ziyada ho jata hai.
  6. Agar kisi larki ki chati bhari aur pistan mote hain ye khandani asar bhi ho sakta hai.

Delivery Ke Baad Kya Khana Chahiye After Delivery Tips


Breast Size Enlargement Symptoms


Doodh ki naliyon mein ghair mamooli dabau ke bais doodh ka akhraj kam ho jata hai jiski wajah sey doodh paida karne wala madah pistaon ki parwarish karne lag jata hai. Agar ye doran e khoon ki ziadti se ho chaati par surkhi ki alamat zahir hoti hai balgham waghera ki ziyadti ya motapay ka bais ho to bazahir he maloom ho jata hai.

Breast Size Chote Karne Ka Tarika Pistan Kam Karne Ki Tips




Jin khawateen ka breast size bohat barh chuka hai unhen aisa libaas pehanna chahiye jis sey unky pistanon ko sahara rahe aur inka latkao brabar rahe.
Agar pistanon par doran e khon ki ziadti ho to ye laep lagae maazo sabaz 1 tola, khariya mitti 1 tola, sufed kashghari 6 masha, bazaralbang 6 masha, sirka sufed khalis hasb e zaroat sab cheezon ko bareek pees kar powder bana lain aur itna sirka dalein kay paste sa ban jaye aur mixture ko breast par lagain aur khushk hone par pani sey dho lain ye amal haftay mein 2 bar karen.

Breast Size Kam Karne Ke Liye Kya Khana Chahiye


Maazo sabaz 6 masha, tukhmatar hindi 3 masha, postanar 3 masha, surkh shakar 2 tola tamam cheezon ko pees lain aur inka powder bana lain dedh tola subah aur dedh tola shaam ko khane ke baad pani ke sath lain. Post ko share karen.

Comments