Dublapan Khatam Karne Ka Tarika Mota Hone Ke
Aasan Tarike In Hindi
Weight Gain Tips in Hindi Wazan Barhane Ke Tarike in Urdu |
Weight Gain Karne Ke Desi Tarike In Urdu
Jis tarah mota hona sehat ke liye acha nahi isi tarah ziyada dubla hona bhi kamzori ki alamat hota hai. Mayari wazan wo hota hai jo apki umar, qad aur jismani sakht ke mutabiq ho aap ke mayari wazan se 10 kilo tak wazan kam hona kamzori ki taraf nishan dahi karta hai. Dubla pan motapay ke muqablay mein kam khatarnak hai kyun ki duble afrad ke muqablay mein mote insano ki sharah amwat ziyada hai. Lekin dubla pan is sorat mein khatarnak ho sakta hai jab koi shakhs faqa kashi karne lage ya ziabetus paichas aur bawaseer jesy amraz mein mubtala ho jaye.
Breakfast Na Karna Nashta Na Karne Ke Nuqsanat
Agar aap ka wazan miyari wazan sey 5 percent kam hai aur aap ko kisi kisam ki thakawat aur kamzori to pareshani ki koi bat nahi lekin agar aap ka wazan mayari wazan sey 10 kilogram aur is sey bhi ziyada kam hai aur aap ko sath mein kamzori bhi mehsoos hoti hai to aap ko iss par fori tawaja dene ki zaroorat hai. Ye sorat e haal na sirf aap ki sehat balkay aap ki zindagi ke liye bhi khatarnaak ho sakti hai. Kisi bhi mustanid aur tajurba kar doctor sey apna checkup karwayen. Agar koi bimari ho to iska ilaj karwain aur agar bimari dublepan ki wajah na ho to apni ghiza par tawaja dain. Wazan mein izafay ke lyie darj zail hidayat par amal karke aap faida utha sakte hain.
Har cheez mein balance rakhna bohat zarori hai jab aap ka wazan mayari wazan tak pohnch jaye to isky baad wazan barhane wali ghizao ka istemal chor dain. Aur balanced diet ka istemal karen. Subah ki sair aur khuli fiza mein lamby lamby saans lene ka amal ikhtiyar karen. Iss sey aap thore he arsay mein apne ap ko pur kashish shakhsiyat ke roop mein payenge. Meri post ko apne doston ke sath share karen aur apne liye sadqa e jariya banaein.

Weight Badhane Ke Liye Diet Chart Wazan Barhane Ke Tips
- Din mein kam az kam 2 aur ziyada se ziyada 4 kelay khayen.
- Agar mumkin ho to nashtay mein doodh aur kailay ka milkshake istemal karen.
- Namak ka istemal kam kar dain.
- Aam ke mausam mein aam istemal karen.
- Khushk meva jaat mein anjeer subah o shaam 6 se 8 danay khayen aur sath doodh pee lain. Taza khajorain khayen.
- Har qisam ka gosht kha sakte hain lekin double roti ki bajaye ghar ki roti he khayen.
- Doodh anday aur makhan ka istemal wazan mein izafa ke liye faida mand hai.
- Garmi ka mosam aa raha hai lassi piyen wazan mein izafa ke sath sath garmi door karne aur sehat ke liye achi hai.
- Aloo aur chawal ka istemal bhi wazan barhany ke liye mufeed hai.
- Weight ziyada karne ke lyie badam, akhrot aur angoor ka istemal bhi faida mand hai.
- Ishetehar mein dikha kar paisay batorne wali dawaon se perhaiz karen.
- Mota hone ke liye warzish karen waqt par khana khayen aur apni ko pura karen.
- Har cheez ka istemal aitdaal ke sath karen aur upar batai hui tamam cheezon ko aik sath mat shuru karen.
Har cheez mein balance rakhna bohat zarori hai jab aap ka wazan mayari wazan tak pohnch jaye to isky baad wazan barhane wali ghizao ka istemal chor dain. Aur balanced diet ka istemal karen. Subah ki sair aur khuli fiza mein lamby lamby saans lene ka amal ikhtiyar karen. Iss sey aap thore he arsay mein apne ap ko pur kashish shakhsiyat ke roop mein payenge. Meri post ko apne doston ke sath share karen aur apne liye sadqa e jariya banaein.
Comments
Post a Comment