Paon Ke Zakham Ka ilaj Foot Cracks Home Remedies in Urdu

Feet Crack When Walking Feet Cracked Skin


fati-adiyo-ke-liye-gharelu-nuskhe-crack-heel-repair-tips-in-urdu
Cracked Heels Solution in Urdu

Crack Foot Treatment at Home in Hindi


Mere paon mein thore thore cheer par rahe thy parwah nahi ki ab wo bohat gehre ho chuke ho gaye hain. Muje pedal chalna parta hai in phatay hue gehre zakham ka kya karna chahiye jis sey theek ho jayen?

Crack Heels Home Treatment In Hindi


Baaz dafa ye cheer gehre hote jate hain bohat takleef aur dard rehta hai. Aap kisi gosht walay kidukan par jaye qasab sey kahen wo aap ko bakray ka haram maghaz de dey wo aap ko de dega uski qeemat bhi nahi lega kyon ki uske liye wo bekar hota hai. Dukan walay sey thori charbi le lain charbi ko kisi chamach mein garam karen pighal jaye to utar lain ab is mein haram maghaz milaye aur paon dho kar khushk karke is mein mixture ko achi tarah paon ke zakham mein bhar dain. Mozy pehn kar so jayen subah uth kar paon dho lain 3 ya 4 din ye amal karen paon thek ho jayenge.

Comments