Piles Ke Dard Ka Ilaj Bawasir Me Kya Khana Chahiye Bawasir Ke Gharelu Nuskhe In Urdu

Bawaseer Ki Alamat In Urdu Bawasir Ke Masse Ka Desi Ilaj


bawaseer-khatam-karne-ka-tarika- badi-bawaseer-treatment-in-urdu
Bawasir Ke Gharelu Nuskhe In Urdu

Bawaseer aik shadeed takleef mein mubtala karne wali bimari hai. Iss bimari mein maqad ke rastay ki nasain phool jati hain jis se wo matar se bhi baray size ki mehsoso hoti hai. Bawaseer ki 2 types hain bawaseer ke ilaj ke liye yun to Tibbi ilaj zarori hai lekin gharelu ilaj se bhi bawaseer se mareez ko aram mil sakta hai.

Khooni Bawasir Ke Gharelu Nuskhe Bawasir Ke Desi Upay

Zaitoon aur Sarson Ka Tail :


Bawaseer shiddat ikhtiyar karne se pehle mareez ko ehsaas hone lagta hai kay is k maqad mein chalay ho rahe hain is mein mareez ko hum wazan zaitoon ka tail aur galcreen le kar maqad mein dalkhil karwate rehne se bawaseer ki jalan aur dard door ho jata hai. Aur stool bagahir takleef ke anay lagta hai. Bawaseer ki shidat barhne se pehle he ye totka apna lena chahiye. Bawasir ki bimari mein jab dard zyada ho to sarson ka tail aur pani mila kar rozana rafa e hajat se farigh ho kar maqad par lagayen ye bohat mufeed hai.

Batho Ka Saag:


Bawaseer se bachne ke liye mosami sabzi ka zyada istemal karna chahiye. Jab tak mosam mein batho ka saag mein milta rahe rozana khayen batho ke saag ka ras piyen. Ubla hua batho ka pani piyen is se bawaseer theek ho jati hai.

Methi Dana:


Methi dana ko doodh mein ubaal kar peene se bawaseer mein khoon aana band ho jata hai.

Also Read This Tip : Dimaghi Kamzori Ka ilaj Memory Boost Home Remedies

Tulsi Ke Pattay:



Tulsi ke patton ko pees kar laep karne ya ras lagane se khushk bawaseer mein faida hota hai. Khane mein bhi Tulsi k paton ko ka istemal karna chahiye.

Arandi Ka Tail:


Piles bahir nikalne par arand ka tail lagane se khushk ho jate hain aur dard door ho jata hai.

Comments