Balchar Treatment in Pakistan in Urdu Alopecia Ka Homeopathic Medicine Balchar Ka Desi ilaj Hindi

Alopecia Ka Gharelu Upchar Ganjapan Ke Totke Androgenic Alopecia Ka ilaj Balchar Disease How Can Remove By Ayurvedic


balchar reasons in urdu balchar treatment in homeopathy
Alopecia Hair Disease Treatment Balchar Ka Desi Ilaj In Urdu

What Does Balchar Mean Balchar Disease In English Alopecia Disease In Urdu



Balchar ko English mein Alopecia kehte hain aur Alopecia ko Urdu mein بلچھڑ kehte hain. Balchar aik aisi bimari hai jis mein sir ya darhi ya jism k dusre hissy par baal kisi bhi jagah se jhar jate hain aur sir mein gol sa nishan ban jata hai jahan par baal nahi hote jiski wajah se khali hisa nazar ata hai aur ye 1, 2 ya 3 bhi ho sakte hain ya is se zayda tadad bhi ho sakti hai.

Burewala se Ali Imran kehte hain k meri umar 43 saal hai mere sir, darhi aur muchon mein bilchar ka marz peda ho gaya hai. Bohat se totkay bhi istemal kar chuka hun kabhi baal aane lagte hain to kabhi achanak balchar shuru ho jata hai. Please balchar ka koi paidar hal bata kar mere jesy darjano khawateen o hazrat jo balchar k mozi marz mein mubtala hain in se duain lain.

Balchar Kyun Hota Hai Alopecia Causes And Treatment


Balchar aik fungus base marz hai jo aik se dusre aur dusre se teesry fard ko lahaq hua karti hai. Iske phelao ki bari wajah toliya (towel), kanghi (comb) aur hairbrush waghera hai.


Balchar Se Bachne Ke Asan Tarike How To Cure Alopecia Naturally


Balchar se nijat pane k liye zaati toliya, kanghi aur hairbrush ka istemal karen. Iske alawa fizamana ghair mayari hair colors ka istemal bhi balchar ka sabab ban raha hai. Jab balchar ka masala peda ho to fori taur par aisi ghizayen khai jayen jin mein zinc, folaad (iron), sulfur aur copper ki makhsus miqdar payi jati hoon. Balchar ki wajah se gire baal peda karna koi mushkil baat nahi hai.

Balchar Ka Desi Totka Balchar Ka Gharelu ilaj Desi Nuskha for Balchar


Balchar se nijat pane k liye anjeer ki jar aur patton ko hum wazan le kar dono k wazan k brabar roghan e zaitoon shamil karke kisi karahi mein daal kar achi tarah pakayen. Jab injeer k pattay aur jarain jal kar dhuwan sa uthne lage to aag se utar kar tail saaf karke is mein chautha hisa 1/4 raal, gandhak aur bakre ki charbi mila kar marham bana kar rakh lain. Balchar ki jagah ko aamla k pani se dho kar is pe hasb e zaroorat laep karen InnshaAllah Taala hafty ya 10 dino mein baal mukamal taur par ghany, siyah aur mazboot ugg ayenge.
Ye formula hair saloon aur beauty parlours walon ko bohat he kaam dega. Jab bana kar istemal karen to hamaen iske nataij comments mein zaroor batayega balchar k marz mein parhez k taur par aisi tamam ghizayen jo metabolism ko kharab ya maday ko kamzor karti hoon in se door rahen. Baalon mein rozana sarson ka tail zaror lagaya karen baalon par tail lagane se baalon k aksar masail se bachao rehta hai. Post pasand aane par isay apne friends k sath WhatsApp, Facebook aur Twitter par share karen.

Comments