Green Tea Ke Fayde Aur Nuksan Sabz Chaye Benefits In Urdu Green Tea Ke Labh Aur Hani In Hindi

Green Tea K Nuqsanat In Urdu Sabz Chai K Faiday


green tea peene ke fayde bataye green tea peene ke fayde nuksan
Green Tea Gharelu Totkay Sabz Chai K Faiday aur Nuqsanat

Lowering High Blood Pressure With Green Tea Cholesterol Level Green Tea


Raza Ali pochte hain hamare haan kali chai ya doodh pati peene ka riwaj hai mere dost green tea pasand karte hain iske mutaliq likhiye main gaon se parhne aya hoon kabhi green tea nahi pee aap k ilawa kisi se puchunga to sab mere mazaq urayenge iska nuksan to nahi?
Beta G aap ne kabhi green tea nahi pee zahir hai gaon mein lassi chaach chalti hai ya doodh pati banate hain green tea k bohat faide hain. Hamare mulk Pakistan mein bhi bohat payi jati hai China aur Japan ka pasandida mashroob hai. Chinese khany k restaurant mein khane k baad sabz chaye lemon k tukron k sath pesh ki jati hai.

Pet Ko Chota karne Ke Liye


Is chai se khana jaldi hazam hota hai pait par bojh nahi rehta. Tabiyat hashash bashash ho jati hai. Blood pressure ka high ho jana aur cholesterol level ka barh jana in amraz k liye green tea mufeed hai. Blood pressure aur cholestrol level ko control karne ka asan gharelu ilaj karne k liye meri ye post bhi read karen High Blood Pressure and Cholesterol Level Treatment at Home Pait chota karne ke liye bhi faida mand hai weight loss karne k totkon mein istemal ki jati hai motapa door karne ke liye jin logon ka wazan zyada ho wo 1 leemu chaye mein nichor kar piyen to ahista ahista wazan kam hone lagta hai.

Masoro Main Dard Ka ilaj


Mosohron k dard mein bhi sabz chai aaram deti hai iske peene se masoorhy bhi theek rehte hain. Agar aap green tea din mein 2 ya 3 bar bhi pee lain to ye aap ko nuqsan nahi pohnchaiye gi nuqsan nahi hoga aap green tea zaror piyen iske peene se fayda he hoga nuqsan nahi hota. Agar aap ko ye malomat achi lagi hai to phir meri ye post apne friends ke sath WhatsApp par share karen takay dusre logon ko bhi faida ho sake aur unko malomat mil sake. Thanks

Comments